Blogger ki Basic aur SEO setting kese karein 2018

Hello friends aaj ka hamara topic he ki kese hum apne blog ki basic and seo setting kar sakte hein,to chaliye doston shuru karte hein.
Blogger ki Basic aur SEO setting kese karein 2018
Blogger ki Basic aur SEO setting kese karein 2018





Sabse pehle aap apne blog par jayein or setting par click karein.


1  Ab apko basic pe click karna hai,isme sabse pehle apko apne blog ka title dena he jo ki aap pehle        hi de chuke hein.
2  Doosre nubmer pe apko discription dena hai isme apko apni post se related words tipe karne hein.
3  Privecy me apko kuch bhi nahin karna he use wesa hi rehne dena hai.
4  Ab agle option me aapke samne https ka option aayega,iske bare me me apko bata dun ki agar            abhi apne naya blog banaya he to abhi aap isko yes na karein kyonki agar apne ise yes kar diya to        fir ye apko html me koi editing nahi karne dega isliye pehle aap html me jo kuch apko karna he          wo      kar lein uske baad isko yes karein abhi no hi rehne dein.
5  Ab apko post comment and sharing pe click karna hai,yahan apko sabse pehle post ka option nazar     aayega isme apko set karna he ki aap apne blog ke main page pe kitni post dikhana chahte hein           yahan pe aap 5 ya 7 kar dein.
6  Iske baad ke 2 option aap aise hi rehne dein.
7  Ab aap how can comment wale option me anyone set kar dein,comment moderation always kar         dein,comment form me aap kuch bhi massege tipe kar dein jese ki thanks for comment,iske baad          save kar dein.
8  Ab aap email pe click karein,yahan aap Save emails as draft post par tick kar dein or 4 ankon ka          koi bhi password set kar dein jo aapko yaad rahe,iske baad save setting kar dein.
9  Ab aap Language and formatting me apni bhasha or time zone set kar deinor save setting kar dein.
10  Ab aap Search preferences pe click karein yahan pe sabse pehle Metateg disciription me wahi            discription dena he jo apne basic me diya tha yahi apke blog ko google search me lane ka kaam           karta hai. 

Isme apko apne blog ka url dalna he is url ko hata kar bas baki aisa hi rehne dein or ok kar dein save kar dein.

Bas apka kaam ho gaya doston apke blog ki seo setting ho chuki hai agli post me me apko bataunga ki kis tarah se aap apne blog ya website ko google search console me add kara sakte hein .

To friends ummeed he ki apko sab samajh me aa gaya hoga .neeche me ek video de raha hoon use bhi dekh lein apko or achchi tarah se samajh me aa jayega to doston agar apko ye post pasand aayi ho or aap aage bhi aisi hi post ke sath bane rehna chante hein to apna email id daal kar is website ko subscribe kar lein or hamare youtube channel ko bhi subscribe kar lein subscribe ka button apko video me hi mil jayega jab aap video play karenge,thanks for visit.  
                                                    
Previous
Next Post »

thanks for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon