Apne blog me youtube subscribe button kese lagayein 2018

Hello friends aaj ka hamara topic he ki kese hum apne blog par youtube subscribe button laga sakte hein .doston blog pe youtube subscribe button lagane ka faayeda ye he ki apke blog pe jo bhi visitor aayenge unko agar apki post achchi lagti he to wo sochenge ki is bande ka channel bhi achcha hoga or wo apke channel ko bhi subscribe kar lenge is se apke channel ke subscriber badhenge.

Apne blog me youtube subscribe button kese lagayein 2018
Apne blog me youtube subscribe button kese lagayein 2018



To chaliye doston shuru karte hein,iske liye apko sabse pehle is link pe jana hoga ,yahan pe apke samne kuch aisa page open hoga.
Yahan jo channel id likha hua hai apko us par click karna he ye seedha apko apke channel pe le jayega lekin is se pehle apko apna youtube account log in kar ke rakhna hai.jab aap is pe click karenge to kuch aisa page apke samne khulega yahan se apko apni channel id copy kar lena hai .
Ab apko wapas developer page pe jana hai or wahan channel id pest kar dena hai ,iske baad agle option me apko 2 option milenge default or full aap jo chahe chun lein lekin aap full hi chune to zyada achcha hai,iske baad wale option me aap default hi rehne dein,iske baad wale option me apse pooncha jayega ki aap apne subscriber show karna chahte hein ya hide aap jo chahein chun lein.

Ab apko neeche  code mil jayega aapko is code ko copy karke apne blogger me jana he or layout me jakar  add agadget pe click karein java/html chune or usme is code ko pest kar dein or save kar dein,bas friends aapka kaam ho gaya ,fir bhi agar apko samajhne me koi preshani aaye to neeche ek video de raha hoon aap is video ko dekh lein aapki sab samajh me aa jayega .

to doston ummeed he ki apko ye post pasand aayi hogi agar apko ye post pasand aayi ho or aap aage bhi aisi hi post ke sath jude rehna chahte hein to abhi apna email id daal kar hamari is website ko subscribe kar lijiye or hamare youtube channel ko bhi subscribe kar lijiye,thanks for visit.




Previous
Next Post »

thanks for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon