Aise karein apne phone ko jaldi charge


Hello friends kya aapko apne mobile ko charge karne me bahut time lagta hai?Agar haam to aaj ki ye post sirf apke liye he kyonki aaj ki is post me me apko kuch aise tips batane wala hoon jinko agar aap follow karenge to apka phone charge hone me zyada time nahin lega to chaliye doston shuru karte hein.



Aise karein apne phone ko jaldi charge
Aise karein apne phone ko jaldi charge


Tips1.Apne phone ko sirf original charger se hi charge karen doosre charger ka use karne se mobile bahut zyada time lagata he charge hone me

Tips2.Charging ke time apne phone ko airplane mode me kar dein is se aapka phone jaldi charge ho jayega.

Tips3.Charging ke time apne phone ka wifi or blutooth band kar dein .

Tips4.Charging ke time apne phone ke battery saver mode ko on kar dein aisa karne se apka phone charge hone me zyada time nahin lega.

Tips5.Charging karte waqt apne phone ki brightness kam kar dein aisa karne se apka phone jaldi charge ho jayega.

Tips6.Agar apka data on he to charging karte time apne phone ka data off kar dein is se apka phone charging me kam time lega.

Tips7.Apne phone ke liye aap baazar se fast charger bhi khareed sakte hein ye charger bhi phone ko jaldi charge kar dete hein.

Tips8.Kabhi bhi apne smart phone ko local charger se charge na karein ye charger apke mobile ke liye bahut nuksan dayak sabit ho sakte hein.

To friends ye thi kuch tips jinki help se aap apne phone ko jaldi charge kar sakte hein to doston agar apko ye jankari achchi lagi ho or aap aage bhi isi tarah ki post ke sath jude rehna chahte hein to abhi hamari is website ko subscribe kar lijiye or hamare youtube channel ko bhi subscribe kar lijiye thanks for 

Previous
Next Post »

thanks for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon