Hello friends aaj ki is post me me apko bataunga ki aap kis tarah se apne blog ya website par push notification bell icon laga sakte hein .is ka faayda ye he ki apke blog pe jo bhi visitor aayega agar wo apke blog ko follow karna chahta he to wo is icon pe click kar ke follow kar sakta hai.
![]() |
Apne blog pe push notification bell icon kese lagayein |
To chaliye doston shuru karte hein ,iske liye aapko is link pe click kar ke ek website pe jana hoga .is website pe jakar apko apne google account se sing in hona hai ,iske baad apko add a new app pe click karna hai.or kuch bhi naam de dena hai or creat par click karna hai.iske baad apko 6 option nazar aayengeinme se aapko web push pe click karna hai.or next par click kar dein,iske baad apko 3 option nazar aayege inme se apko beech wala option choose karna hai.
Iske baad apki website jis platform pe he wo aap choose kar lein agar blogger pe he to blogger choose kar lein,iske baad apko apni website ya blog ka naam dena hai or uske baad apni website ya blog ka url daalna hai.iske baad aap add a prmote pe click karein or fir larg ya smaal jo apko choosekarna he kar lein or save kar dein. iske baad sabse neeche jakar save pe click kar dein .ab apke samne ek code aayega usme se aapko sirf aap id copy karna he sir app id,iske baad apko neeche jo code de raha hoon isko copy karna he or notpad me pest karna he.
thanks for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon